Saqi Namah, (Tashreeh) Allama Iqbaal Saqi Namah, (Tashreeh) Allama Iqbaal Description- Saqi Namah band-6 ke is Tashreeh me Allamah Iqbaal sahab ne Falsafa-e-khudi ke silsile me zikr kiya hai, Isme Saqi ne Khudi ki haqiqat aur insaani zindagi me khudi ka kirdaar bayaan kiya hai... ( band-6 ) ye mauj-e-nafs kya hai talvar hai ḳhudī kya hai talvar kī dhaar hai.. Tashreeh- Allama farmate hain Ki Insan Ki zindagi kya hai, Talwar hai jo alamat hai taqat tavanayi aur ghalbeh ki, jabki khudi se zindagi ki Talwar Tez ki jaa sakti hai, yaani agar zindagi ki taqat Aur tavanayi ko bharpur aur muassar Andaaz se lana chaho to apni khudi ki tezi se apni zindagi Mein inqlaab laa sakte ho... ḳhudī kyā hai raz-darun-hayat ḳhudī kya hai bedari-e-kainat.. Tashreeh- Zindagi ke bhed janne ke bad yeh bhi samajh Lo Ki khudi Ki Haqiqat kya hai? ...
Saqi Namah band-5, (Tashreeh) Allamah Iqbaal فریب نظر ہے سکون و ثبات تڑپتا ہے ہر ذرۂ کائنات ٹھہرتا نہیں کاروان وجود کہ ہر لحظ ہے تازہ شان وجود سمجھتا ہے تو راز ہے زندگی فقط ذوق پرواز ہے زندگی بہت اس نے دیکھے ہیں پست و بلند سفر اس کو منزل سے بڑھ کر پسند سفر زندگی کے لیے برگ و ساز سفر ہے حقیقت حضر ہے مجاز الجھ کر سلجھنے میں لذت اسے تڑپنے پھڑکنے میں راحت اسے ہوا جب اسے سامنا موت کا کٹھن تھا بڑا تھامنا موت کا اتر کر جہان مکافات میں رہی زندگی موت کی گھات میں مذاق دوئی سے بنی زوج زوج اٹھی دشت و کوہسار سے فوج فوج گل اس شاخ سے ٹوٹتے بھی رہے اسی شاخ سے پھوٹتے بھی رہے سمجھتے ہیں ناداں اسے بے ثبات ابھرتا ہے مٹ مٹ کے نقش حیات بڑی تیز جولاں بڑی زود رس ازل سے ابد تک رم یک نفس زمانہ کہ زنجیر ایام ہے دموں کے الٹ پھیر کا نام ہے Description- Saqi Namah band-5 ke is Tashreeh me Allamah Iqbaal sahab ne Saqi ki zubaani zindagi ke raazon par padhe hue gahre pardon ko Mazid uthaya hai, aur Chand amli naqaad ki taraf nishandehi bhi ki hai, agar aap chahen to in pard...