Skip to main content

Posts

Showing posts with the label sarmayah o mehnat

Khizr-e-raah (sarmayah o mehnat) Tashreeh part-2nd

  Khizr-e-raah (sarmayah o mehnat) By Allamah Iqbaal, Tashreeh part-2nd Introduction- Sarmayah o mehnat  ke Pichle band me Bandah-e-mazdur yaani aam aadmi ko Hazrat khizr A.S. ne yeh ehsaas dilaya ki uske sath kya kya dhoke kiye jaa rahe hain,                     aur usko Apne huqooq ke liye khade hone ke liye balki usko Duniya Ke dhare ko badalne Ki dawat bhi di> *Uth ke ab bazm-e-jahaan ka aur hi andaaz hai, Mashriq o maghrib men ab tere daor ka aaghaz hai...*                 Aur aage badhkar  Sarmayah o mehnat   ke dusre band me aam aadmi ki zindagi mein manfi Aur kamzor rawaiyon ko wazeh karke aage badhne ka woh jazbah aur haosla diya hai ki jiski wajah se aam aadmi Khaas aadmi  ban sakta hai,              aur ek kamzor qaum Duniya mein azeem tareen qaum ban sakti hai... himmat-e-ālī to dariyā bhī nahīñ kartī qubūl ġhuncha saan ġhā...